Aashiq Banaya Aapne - Himesh reshmiya, Neha Kakkar Lyrics

Singer | Himesh reshmiya, Neha Kakkar |
Music | Tanishk Bagchi |
Song Writer | Manoj Muntashir |
Aashiq Banaya Aapne Lyrics
Mere bin sooni hain dil ki raahein
Mere bin pyasi sabki nigahein
Mere bin sooni hain dil ki raahein
Mere bin pyasi sabki nigahein
Jo mile bole bhar ke woh aahein
Suniye
Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Seene mein ghul ke
Ishq dhadke to maza hai
Hothon se padh le woh
Jo hothon pe likha hai
Meri nigahon mein tera
Chehra rawa hai
Gehre hain armaan
Jaan-e-jaan pagal sama hai
Aashiqui me haye kaisi
Baaziyan hain kheli
Jaan jaan keh ke toone
Jaan meri le li
Mere liye sabka dil hai awara
Mere bin hona nahi hai ghuzara
Mere sang jhoom le aake yaara
Suniye
Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Deewane ruk ja tera humse samna hai
Aakhon se chhoo le
Chhoona hathon se mana hai
Bechainiyon ka fasalon ka silsila hai
Dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai
Khwaabon mein jo aaye jaaye
Yaar hum wohi hain
Hum kisi ko aasani se milte hi nahi hain
Mere bin shaam hai benazara
Mere bin bejiya har sitara
Mere bin ishq hai besahara
Suniye
Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Comments
Post a Comment