Tumse Milna - Udit Narayan, Alka Yagnik Lyrics

Singer | Udit Narayan, Alka Yagnik |
Music | Himesh Reshammiya |
Song Writer | Sameer |
Tumse Milna Lyrics
Tum se milna baatein karna bada achchha lagta hai

Kya hai yeh kyon hai yeh kya khabar haan magar jo bhi hai
Bada achchha lagta hai

Teri chhoti chhoti baat teri har ek mulaqat
Tadpaaye mujhko lamha lamha tera saath
Lamha lamha tera saath
Kya hai yeh kyon hai yeh kya khabar haan magar jo bhi hai
Bada achha lagta hai
Tum se milna baatein karna bada achchha lagta hai
Behke behke mere din mehki mehki meri shaam
Kore aanchal pe sada main to likhu tera naam
Main to likhu tera naam
Kya hai yeh kyon hai yeh kya khabar haan magar jo bhi hai
Bada achchha lagta hai
Tum se milna baatein karna bada achchha lagta hai
Tum se milna baatein karna bada achchha lagta hai
Comments
Post a Comment