Yaara Teri Yaari - Darshan Raval Lyrics

Singer | Darshan Raval |
Music | Darshan Raval |
Song Writer | Naveen Tyagi |
Yaara Teri Yaari Lyrics
Tu hi hai bas tu hi hai
Meri har hasi mein tu hi hai
Tu hi hai bas tu hi hai
Har lamhe mein aur saal mein
Tu hi hai bas tu hi hai
Mere ghamm khushi mein tu hi hai
Tu hi hai bas tu hi hai
Teri dosti har haal mein
Agar mudke dekhun jo main zara
To kabhi na raha tujhse juda
Yaara teri yaari
Umrr saari sath hai
Yaara teri yaari
Umrr saari sath hai
Yaara teri yaari
Umrr saari sath hai
Yaara teri yaari
Umrr saari sath hai
Bin kahe sab
Sunn leta hai mera yaar
Dard se khushiyan
Chunn leta hai mera yaar
Duniya se wo ladd jata hai mere liye
Lekin mujhse haar jata hai mera yaar
Agar mudke dekhun jo main zara
To kabhi na raha tujhse juda
Yaara teri yaari
Umrr saari sath hai
Yaara teri yaari
Umrr saari sath hai
Yaara teri yaari
Umrr saari sath hai
Yaara teri yaari
Umrr saari sath hai
Comments
Post a Comment